
Likhy jo khat jo teri yaad mein
Wo sary par liye ami ne rat mein

Zindaghi mein ab koi acha lagta hai
To wo hai mera mobile

Neend to bachpan mein ati thi ab to bus
Aisy hi das bara ghanty ke liye so jaty hein

Neend se uthny mein aik lagta hai
Aur bed se uthany mei aik ghanta

Mere khawabo ko khaak kar dala
Us ne mujhy block kar dala

Tere ishq mein khud ko junh saza deta hun
AC band kar ke heater chala leta hun

Khud Ko mature banate banate
Sadiyal ban bethy

Aghar tum mil jao
Tumhara munh tor de gy hum

Mein ik intehai shareef insan hun
Bus kisi se pooch mat lena

Jahan apki daal ghalti hui nazar na aye
Wahan aag tez kar ke daal hi jalla daly

Jab hum thapar nahi mar sakty to
Tana mar kar kaam chala lety hein

Aram karte karte thak gya hun, Soch raha hun araam se so jao
Phir uth kar araam se araam karlu ga

Muafi ghaltio ki hoti hai
Har jagah munh marne ki nahi

Ghalti se aik tasveer achi kya ajae
Samj hi nhi ata kahan kahan lagao

Kisi ko dil chahiye to
Shapar le kar ajao

Sajan tere pyar mein
Hum ja wajjay deewar mein

Kaash kapro ki tarha, kuch logon ko bhi
Istari kar ke seedha kiya ja sakta

Log gharmi se mar rahy hein
Kya tum mujh pe nahi mar sakti

Be izati ka jawab itni izzat se do
Ke samny wala khud hi sharminda ho jae

Jitna tumhara total dimagh hai
Itna mera aksar kharab rehta hai

Mere paas tumam misail ka hal hai
Bus misail dusron ke hony chahiye

Kuch log aisy bhi hoty hein jo doctor ke teeky bharne se pehly hi ulta lait jaty hin jabke teeka bazu per lagna hota

Mujhy chor kar kahan jao gy
Jahan bhi jao gy chithr khao gy

Hum to bachpan se pyary hein maghr apne jal jal ke kale ho jana hai

Mera kya kisi ke sath chakar hoga
Mujhy to khud chakar aty hein

Meri chahton ka khyal kar
Mein udaas hun mujhy call kar

Kisi ki shakhsiyat mein khamiyan mat nikaly
Kyu ke aap konsa order per tyar huye ho

Dhoka khane ke baad
Paani pee sakty hein kya

Kuch dost khazany ki tarha hoty hein
Jee karta hai zameen mein ghaar dein

Bahar se miraasi
Andar se malang
Tere rang rang, Tere rang rang

Dheere dheere se meri zindaghi mein aana
Aur aty huye kuch khany ko bhi lana

Jab, Jahan aur jese hi moqa mily so jao
Funny Poetry:
Happiness and sadness are part of life. Happiness befalls a person for a moment while grief befalls a person all the time.
Funny poetry is basically an art that is the best way to make people happy or to make ourselves happy. When we are happy, we get peace of mind.
Everyone wants to find a way to be happy and smile but sometimes he/she can’t find it. In this case, PoetryPoints.com brings together a collection of 50 funny poems for girls and boys. PoetryPoitnts also publish attitude poetry that make you feel good.
We feel good about ourselves with such artistic poetry. But, artistic poetry exists in many languages, but the taste that is in Urdu and Punjabi is not in any language. funny poetry is an expression of the happy feelings that you naturally feel. Yeah, these happy moments do not last forever, but when there are such moments, we want to enjoy them for the rest of our lives.